Shayari is a type of Stave or a medium, that enables a person to express his/her profound
emotions from base of the heart through beautiful words. However,
the supreme function of a Poem/Shayari is to transform imagery and
words into verse form, to touch the hearts and minds of the readers.
Best
Sher-O-Shayaris, Shayaris Of All Types, Love (Pyaar) Shayaris, Sad (Udaas)
Shayaris, Pain (Dard) Shayaris, Romantic Shayaris, Motivational Shayaris, Inspirational
Shayaris, Sarcastic Shayaris, Attitude Shayaris, and Friendship (Dosti)
Shayaris, etc. Urdu/Hindi Shayaris in English Font, Urdu Shayaris in Urdu Font,
High Quality Shayari Images, Shayari Statuses, WhatsApp and Facebook Statuses,
Latest Shayaris, Beautiful Shayaris Collection.
Always read a Bunch of Latest Shayaris here.
Shayariesss provides best collection of Shayaris categorized in the following
Labels,
1) Urdu Shayariesss,
2) Ghazals,
3) Two Line Shayariesss (Couplets),
4) Qata’at (sometimes also called
as Rubaayi or 4 line Shayari or Quatrains).
"Kya Karein...?"
Baaqi Na Rahi Taaqat e Guftaar Kya Karein...?
Qaabil Jo Nahi, Us Pe Aitebaar Kya Karein...?
Ro Lein Ya Hans Ke Chaak Jigar Chaak Dil Karein,
Ab Isse Ziyada Dil e Beemaar Kya Karein...?
Zahir Hai Sab Unhi Pe Magar Poochhte Hain Woh...?
Ab Unse Dil Ki Baat Ka Izhaar Kya Karein...?
Apne Chaman Se Hum Hi Nahi Phool Chun Sakein,
Itna Bhi Nahi Hum Ko Ikhtiyaar Kya Karein...?
Kashti Bila Wajah Hi Meri Garq Ho Chuki...!!!
Shahbaz Ab Bhanwar Ka Intezaar Kya Karein...?
~ شہباز * Shahebaz ~
Kashti Bila Wajah Hi Meri Garq Ho Chuki...!!!
Shahbaz Ab Bhanwar Ka Intezaar Kya Karein...?
~ شہباز * Shahebaz ~
ایک تبصرہ شائع کریں
Please do not enter any spam link in the comment box.